Thursday, October 7, 2010

tere labo ki chaashni ka ek katra bhi kyun mujh tak nahi aata!


Jaane kya khoya hai maine, yaad nahi aata

seene mein dafan sa kuch hai nazar nahi aata

mein banchtee rehti hun na jaane kiskey saath ko
wo sukhanwar(lover) kaun hai, kuch samajh nahi aata

Fakht raat bhar ki guftagoo se mujhko chain nahin
tere labo ki chaashni ka ek katra bhi kyun mujh tak nahi aata!

2 comments:

  1. Dua he humari khuda se ki aap bane acche kavi,

    Nam no aap ka charo aur, mile aap ko har khushi,

    Itna nam ho aap ka ki, bache-budhe-javan kahe,

    Padhne jaisi kavita ho to sirf SOMA BHAGAT ki.

    ReplyDelete
  2. Shayro se humara bahut purana wasta he,

    Kavi ho ya Kavita,Dono se hume bahut pyar he,

    Likh nahi paye kabhi kavita hum aap jaisi sundar,

    Kyuki mili na hume kalam likhne ko aap ke jaisi.

    ReplyDelete